03/02/2026
π 15 Shaban Mubarak (Shab-e-Barat) π
Aaj ki raat rehmat, maghfirat aur bakhshish ki raat hai π€²β¨
Dil se dua hai ke Allah hum sab ke gunahon ko maaf farmaye π
π Hadees (Mafhoom):
Rasool-e-Akram ο·Ί ne farmaya:
βAllah Taβala Shaban ki 15vi raat apni makhlooq par nazar farmata hai,
aur mushrik aur bughz rakhne walay ke siwa sab ko maaf farma deta hai.β ππ€
π Agar mujh se jaane ya anjaane mein
kisi baatΨ lafz ya rawaiyat se dil dukha ho
toh Allah ke liye mujhe maaf kar dena π€²π
Main bhi dil se sab ko maaf karta hoon π
π€² Ya Allah!
Hamari zindagi mein rehmat,
dilon mein sukoon,
aur aakhirat mein nijaat ata farma π€β¨
Ameen Ya Rabbul Aalameen π€²πΈ
β
Fiza Enterprises
Director: Salman Muhammad Younus ππ€β¨