27/09/2026
Garage Diary #54 | Gaadi Se Utarte Hi Current Kyu Lagta Hai? ⚡🚗 | Car Door Shock Ka Asli Reason
Gaadi se bahar nikalte hi car door touch karte waqt halka sa current/jhatka kyun lagta hai? ⚡
Iske peeche do common reasons ho sakte hain — static electricity build-up ya phir engine/body ground strap ki problem.
Video mein simple language mein samjho ki ye jhatka kab normal static charge ki wajah se hota hai aur kab car ki electrical grounding check karni chahiye. 🔧
Aisi car problems aur useful mechanic tips ke liye FIXKAR FACTORY ko follow/subscribe karo.